Bane to ban jaae main teraa huun duulhaa tuu merii dulhan

Songs: Bane to ban jaae main teraa huun duulhaa tuu merii dulhan

Movie: dulha dulhan

Year: 1964

Singer: Mukesh and Lata

Composer: Kalyanji and Anandji

Writer: Anand and Bakshi

Listen: Click here to listen

Lyrics:

Bane to ban jaae zamaanaa dushman main teraa huun duulhaa tuu merii dulhan bane to ban jaae zamaanaa dushman tuu meraa hai duulhaa main terii dulhan duniyaa ne zanjiiren to daalii thiin paanv men ai jii aa hii baithe ham terii zulfon kii chhaanv men ki honaa thaa ho ke rahaa ye milan bane to ban jaae threedots main dolii men baith ke ghar aaii chaand ke are main laayaa huun chaandanii ko seharaa baandh ke na chorii hii kii hai na kiyaa hai gaban bane to ban jaae threedots

Scroll to Top