Songs: Bulbul aa tuu bhii gaa
Movie: shahenshah babar
Year: 1944
Singer: Khursheed and Chorus
Composer: Khemchand and Prakash
Writer: Pt, Indra, Munshi, Sham, Munshi and Aziz
Listen: Click here to listen
Lyrics:
Bulbul aa tuu bhii gaa pyaar ke gaane main gaauun tuu bhii gaa saaz bharaa hai gale men tere soz bharaa hai dil men mere gaa gaa ke tuu jii bahalaaye main kyaa karuun tuu bataa tuu bataa bulbul aa aa pyaar ke gaane main gaauun tuu bhii gaa jab pyaar dil men aataa to qaraar dil se jaataa sharamaanaa jhunjhalaanaa ghabaraanaa ek raaz ke lakh bahaane phir bhii naa rahe chhupaa naa chhupaa bulbul aa aa pyaar ke gaane main gaauun tuu bhii gaa