Songs: Panth nihaaruun pade barakhaa phuhaar
Movie: dooj ka chand
Year: 1964
Singer: Lata
Composer: Roshan
Writer: Sahir
Listen: Click here to listen
Lyrics:
Panth nihaaruun dagar buhaaruun nain bahaauun niir suulii uupar sej piyaa kii kis vidh milanaa hoy pade barakhaa phuhaar kare jiyaraa pukaar dukh jaane naa hamaar bairan rut barasaat kii pade barakhaa phuhaar threedots ut barase badaravaa kaare it barase do nain hamaare haay mitii kajare kii dhaar lutaa man kaa singaar dukh jaane naa hamaar threedots dukh hamarii abhaagan priit ke vo hii jaane jo haaraa ho jiit ke tuute sapanon ke haar suunaa laage sansaar dukh jaane naa hamaar threedots