Tere nainaa talaash kare jise

Songs: Tere nainaa talaash kare jise

Movie: talaash

Year: 1969

Singer: Manna and De

Composer: S, D and Burman

Writer: Majrooh

Listen: Click here to listen

Lyrics:

Khoyii khoyii aankh hai jhukii palak hai jahaan jahaan dekhegaa tuu vahiin jhalak hai khoyii khoyii threedots tere nainaa talaash kare jise vo hai tujhii men kahiin diivaane tere nainaa threedots yahaan do ruup hain har ek ke yahaan nazaren uthaanaa zaraa dekh ke o jab us kii muhabbat men gum hai tuu vahii suurat nazar aayegii chaar suu kaun kyaa hai man ke sivaa ye koii kyaa jaane tere nainaa threedots ye javaan raat le ke teraa naam kahe haath badhaa koii haath thaam o kaalii alakaa ke baadal men bijaliyaan gorii baahon men chaahat kii angadaaiyaan jo adaa hai ishaaraa hai pyaar kaa o diivaane tujhe chaahiye aur kyaa par ruk jaa man kii sadaa bhii sun diivaane tere nainaa threedots

Scroll to Top