Songs: Tuu kahaan ye bataa is nashiilii raat men jaane naa meraa dil diivaanaa
Movie: tere ghar ke saamne
Year: Unknown
Singer: Rafi
Composer: S, D and Burman
Writer: Hasrat
Listen: Click here to listen
Lyrics:
Tuu kahaan ye bataa is nashiilii raat men maane naa meraa dil diivaanaa haay re threedots maane naa meraa dil diivaanaa he threedots badaa natakhat hai samaa 2 har nazaaraa hai javaan chhaa gayaa chaaron taraf merii aahon kaa dhuaan dil meraa merii jaan naa jaanaa threedots tuu kahaan threedots o o threedots aaii jab thandii havaa 2 maine puuchhaa jo pataa vo bhii kataraake gai aur bechain kiyaa pyaar se tuu mujhe de sadaa threedots tuu kahaan threedots he threedots chaand taaron ne sunaa 2 in bahaaron ne sunaa dard kaa raag meraa rahaguzaaron ne sunaa tuu bhii sun jaaneman aa bhii jaa threedots tuu kahaan threedots o o threedots pyaar kaa dekho asar 2 aae tum thaame jigar mil gai aaj mujhe merii manachaahii dagar kyuun chhupaa ek jhalak phir dikhaa threedots tuu kahaan threedots